Sunday, August 26, 2018

2018 Me Blog Ki Traffic Kaise Badhaye – 12 New Tips

2018 Me Blog Ki Traffic Kaise Badhaye – 12 New Tips

Agar aapne Blog banaya hai to aap apna blog ki traffic ya visitors Increase karne ke liye  aapko bahut kuch karna padhega. Blog me visitors kitne jarori hote hai ye to aap jante hi honge.  Agar aapke blog par visitor’s kam honge then aap apne blog se Earn karne me success nahi ho sakte ya ham ye keh sakte hai ki bina visitors ke blog ka koi faiyda ya value bhi nahi. Matlab Online business karne ke liye Blog par traffic hona bahut hi jaruri  hota hai.

2018 Me Blog Ki Traffic Kaise Badhaye – 12 New Tips

2018 Me Blog Ki Traffic Kaise Badhaye – 12 New Tips


blog ki traffic kaise badhaye

Waise to website ki traffic badhane ke liye bahut si Website bhi kaam karti hai. But agar aap chahe to aap khod bhi kar sakte he.  But iske liye aapko thodi si mehnat karni padegi tab hi aap apne blog par traffic increase kar sakte ho . So In this post par main aapko blog ki traffic kaise badhaye is bare me bataonga.

Blog ki Traffic Kaise Badhaye

Blog ki Traffic Kaise Badhaye

Blog ki Traffic Kaise Badhaye

BoLg par visitors badhane ke liye aapko kuch baaton par regular dhyan dena hoga. Aur aapke blog par kuch chizo ko add aur kuch points ko regular follow karna padega. Tabhi aapke blog par jyada visitors aayenge. So niche is sab ke bare me details me bataonga. Agar aap apni blog ki taffic badhana chahate ho to is post ko dhyan se padhe. I sure aapko blog ki traffic kaise badhaye par visitors badhaye is bare me achi knowlage ho jayegi.


 (1) Simple Design

blog simple design
Blog ka design bhi blog par High Traffic lane me help karti hai. Because agar aapki blog ki Design achi nahi hogi to visitors aapki blog par visit karna bhi pasand nahi karenge. Aur agar visit karenge to bhi aapki design ko dekhkar aate hi chale jayenge. Jisse aapki Bounce Rate bhi badti he. So aapko apne blog ko simple design kare. And simple design SEO ke liye bhi jyada better hota hai. Because visitors or search engine dono hi jyada colorful design pasand nahi karte.

So aap apne blog ka Design simple hi rakhe. Aur home page par jyada widget and ads ko add mat kare. Nahi to visitors ko parisani hoti he aapki post ko padhne me aur unhe kya chaiye aapki blog par wo search karne me bhi parisani hogi.

(2) Use Fast Loading Template:

Har visitor chata hai ke jis blog ko wo open kar raha hai wo fast open ho. Iske liye important hai ke aap apne blog Template ki asi seting kare jo fast loading ho. And khoobsurat bhi dikhe agar apka blog khobsurat dikhai dega then visitor aapke blog par return r aane ki ummid jyada hoti hai.

Aur agar aapki blog ki loading fast hogi to har visitor aapke blog par visit karna pasand karenge. So blog par visitors badhane ke liye Template fast loading honna bahut hi jaruri  hai.

Isliye Aap jab apne blog par Template upload karte ho to aapko ek aisa template select karna hoga jo ki fast loading ho aur mobille friendly bhi ho. Because aaj kal har koi mobile par hi net use karte he. So blog ka template mobile  Friendly bhi hona chaiye.

(3) Submit Blog Post In Search Engines:

Google Bing jeisi search engine par app apna site ke post ko submit kare. Normally search engines new post ko 1 ya 2 din me index karke search results me show karta hai. But agar aap apni new post ko khud search engines me submit kare toh woh usi waqt index hokar search reults me aane jati hai. Jise agar aapka artical acha hoga to search engine usse top par show karega jisse aapke blog ke visitors increase honge.

(4) SEO – Search Engine Optimization:

(4) SEO – Search Engine Optimization:

(4) SEO – Search Engine Optimization:


seo optimization
Blog par traffic lane ke liye SEO search engine ko optimize karna bahut hi jarori hota hai. But bahut se niwbie ise ignore karte he jo ki bahut badi galti he. Because Seo ke bina aap apne blog ko success nahi bana sakte. So apne blog aur post par seo ko proparly optimize kare. And Iske liye aapko at first  Blog ko seo friendly banana hoga. On-page or Off-page Seo par bhi dhayn de. Backlinks and permalink ko bhi use kare apne blog post par.
(5)  Write High Quality Content:

Blog par visitors lane ka ye sabse important techniques hai Agar aap high quality content likhenge to aap Kafi easily se kam time me achi traffic pa sakte hai apne blog ke liye .

Matlab ki aapke post par sabse jyada search hone wali keywords ko add kare post minimum 1000 words ka likhe  Sath hi seo ko puri tarah optimize karke post  likhe Jisse  aapke blog ki visitors bahut jaldi increase honge. So aap hamesa On page, Off page ko achi taraha se optimize kare aur hamesa Visitors ke liye post likhe.

Agar aapko nahi pata ki blog ke liye article kaise likhe to aap is post ko read kare Blog Ke Liye Badiya Post Kaise Likhe

(6)  Use Keyword on your Blog Post:


use keywords
Blog me visitors lane ke liye aapko Blog post par keyword ko jarur add karni chaiye. Because Keyword se hi search engine ko ye pata chalta he ki aapne post kis topic par likha he. And search engine aapke keyord ko dekhkar hi aapki post ko rank deta hai. So aapko apni post par keyword ko jarur add karni chaiye
post par Proparly use karna yani blog post par kaise aur kaha kaha use karni chaiye. Ye jaan na bhi bahut hi jaruri hota he. Because agar aap keyword ko apni post par  over time use karenge. Matlab ki agar aap apne keyword ko bar bar use karenge to bhi google aapki site or post ko Spam list me bhi dal sakta he. So aapko Keyword Density ko bhi dhyan me rakhna hoga keyword add karte samay.

Tabhi aapki blog post ko search engine ke top par show hogi. Aur aap to jante hi honge ki jo post search engine ke sabse upar show hoti he usi post par visitors jyada visit karte hai.

(7) Use Eye-Catching Photos:


Images blog post ke liye important hoti hai. 1 image 1000+ words ka kaam karta hai. So blog post par images jarur Add karni chaiye.  Jisse visitors ko aapki post samajne me bahut  assan hogi. So aap apne post ke har image Ko Seo friendly banaye  And  image ko aap photo sharing site par share karke bhi apni site ka traffic badha sakte hai.

Jiase man lo kisine agar Google ,Printest , ya  Instagram par aapke post ke related photos search kiya. Aur aapne apne post ke photo in par share kiya he to Visitors ko aapki post ki photo show hogi. Aur wo aapke images ki link se aapki blog par visit karenge. So apne har post ko photo sharing site par share kare. And apne blog ke visitors badhaye.

But aapke photos achi clear and good  quality ke hone chaiye and sath hi aapka photo aisa hona chaiye ki koi bhi visitor image ko dekh kar ye samajh sake ki aapki post par kya hai.

 (8) Use Share Buttons:

Use Share Buttons

Use Share Buttons


Social site jaise Facebook Twitter, & Google+, aajkal har koi use karta he. So aap apne blog par social share buttons ka use zaroor kare. Because when koi  visitor aap ki post ko padhta hai aur unhe wo post achi aur helpful lage to wo apne doston ke sath aapki post ko share kar sakenge.

Jisse social site par jyada se jyada logo ko aapki post aur site ke bare me pata chalega . Aur wo aapke post or blog par visit karenge. So aap apne blog par social site ke sharing buttons ko apni blog par add kare. Aur apne visitors se bhi request kare ki aapki post ko social site par share kare. Jisse aap aur jyada visitors recived kar sakenge apne blog ke liye.

Social site se blog ki traffic badhane ke liye aap in post ko read kare


(9) Use SEO Tools:


Blog ki traffic badhane ke liye aapko SEO tools jarur use karna chaiye jaise, Keyword Research karne ke liye, Apni site ki Backlinks Check karne ke liye, keyword ranking dekhne ke liye or Competitors check karne ke liye aapko SEO tools ko jarur Use karne chaiye.

Jaise Kuch popular SEO Tools, SEMrush, Ahrefs, Smallseotools, etc. In tools ke jariye aap bahut hi easily apne blog ke liye high quality keyword research kar sakte ho, Aapki blog ki keyword ki ranking dekh sakte hai. Apne blog ki competitor check kar sakte ho. Aur bhi aise bahut se chize aap in tools par check kar sakte ho.


(10) Comments

Comments bhi ek bahut hi badiya tarika hai apne blog par visitors badhane ke liye. So  aap others blog par comment kare. When aap kis other blog par apna comment karenge to us me apne blog ki link bhi de is tarha us blog ki post ko read karne vale visitor bhi aapki post par bhi visit karenge.

Aur aap khod bhi apne blog ke har comments ka replay de. Jisse visitors ko aapse bahut help mile apne blog ki problem solve karne me. Agar aap aisa karenge to visitos aapki blog par visit karna bhi pasand karenge. And aapki website ki Traffic bhi increase hogi.

(11) Guest Post:

Guest post ke bare me to aapne suna hoga. But Kya aap jante hai ki guest post se bhi blog ki traffic badhai ja sakti hai. Aap apne topic se related anothe Blog par guest post kare. aur post par apne kisi dusre post ka bhi links add kare. Isse aap jis site par Guest posting kargo uss blog  par ane wali traffic apki website par bhi ayegi. Aur aapke blog par visitors increase honge.


(12) Regular Updates:

Google fresh or latest content ko jyada pasand karta hai. So agar ho sake to din me ek post jarur publish kare. Ye Seo ki najar me acha hota hai jiske karan apka blog search engines ke first page me show hota hai. Or ye baat sab jante he ki search engines jo results sabse uper show karta hai visitors usi page ko pehle open karta hai.

Sath hi aap apne old post ko bhi update karte rahe. Matlab aapke jo old post he unpar bhi aap kuch new information add kare. Kuch new Links add kare. Post 500 words me he to use 1000 ya 1500 words ka banaye. New photos add kare ect.  Ye sab karke post ko update karte rahe. But words ko 1500 banane ke liye bekar me kuch bhi mat dale. Aur post ki related hi kuch new Information add kare. Aur publish karte rahe . Jisse aapko aapki blog me Traffic badhane me madat milegi.

Final words:


Blog par visitors badhane ke liye upar  maine aapko jitne bhi tarike bataye hai. Wo sab aapke blog par traffic badhane ke kaam aayenge. But agar aap inhe proparly nahi karoge to aapke blog ki traffic increase nahi hogi. So main aapko kehena chahonga ki aap har ek poins ko achi taraha se samje aur apne blog par inn tips ko use kare. Aaapke blog ke visitors jarur badhenge.

Finally Is post me maine sabhi ponts ko  easy words me samajhaya he. Jinhe aap aasani se samajh sakte ho or follow kar sakte ho. And  jinse aapki blog ki traffic increase hongi. But bhir bhi agar aapke Mind me kuch confusion ya koi sawal he is post ke related to aap niche comment box par Comment karke apna Question puch sakte hai. Muje khosi hogi aapki help karne me.

Sath hi agar aapko ye jankari achi Aur helpful lage to aap ise social site par aur apne creative doston ke sath share karna mat bhule.

post written by:

Related Posts