Tuesday, September 4, 2018

Content Ko Viral Kaise Kare? Jada Traffic Lane Ka Tarika [Infographic]

Content Ko Viral Kaise Kare? Jada Traffic Lane Ka Tarika [Infographic]


Viral ka means hota hai felna, aur content apka blog ka post hi hota hai.
Blogs

Viral content se aap apne blog par kafi traffic laa sakte hai, viral content ko bhi likhne ke kuch techniques hoti hai jiski wajah se wo viral hota hai ya jiski wajah se wo aage felta hai.

SOCIAL MEDIA SITES SE BLOG KI TRAFFIC BADHANE KE KUCH ASSAN TARIKE


Ab sawal yah hai ki felta kaise hai?


Obviously hai social media me hi viral hoga, lekin uske ke liye apka content bhi esa hona chahiye ki jyada se jyada user apke content ko apne social network profile par share kare ya aur bhi dusre tarike se apne relative tak pahuchaye.


To yah SEO ke liye kaise profitable hai?


Chalo viral content ke bare me discuss kare usse pahle me apko yah samjha deta hu ki yah SEO ke liye kaise achaa hai?

BLOG POST OFF PAGE SEO OPTIMIZATION KAISE KAREY -TOP 10 TIPS


How This is Better for SEO?


Yah content apko 100% tabhi samjhna aa sakta hai jab apne mera previous content On-Page SEO optimization par padha hai.
Post

Nahi padha hai to yaha click karke padh le then again is post ko yaha se padhna shuru kare.

Chalo On-page SEO optimization ko thik se samjhne ke bad ata hai ab content ko User ke liye kese banaye?

Yani On-page SEO optimization wale post me hamne sikha ta ki Google me rank hone layak ya kah sakte hai search engine ke liye content kese likhe?

Is post me janege ki user ke liye content kaise likhe taki wo viral ho?

2018 ME BLOG KI TRAFFIC KAISE BADHAYE – 12 NEW TIPS

To isme SEO me kya profit hai?


Wait, mujhe ek-ek step ko thik se samjhene do, pahle is chij ko dhyan se samjho maine On-page SEO optimization wale content me bataya tha ki Social Share Google ranking ke liye better, right?

To isi tarah viral content likhne se apke content par high social share hoge.


High social share = High ranking on Google.


To kya Viral content se Social Share badhate hai?

No..!!

Kyonki social share se to apka content viral ho raha hai, wo ek rasta hai viral hone ka na ki End…

Jitna user friendly content hoga viral hone ki wajah se us par comment aayegi.

aur visitor comment karne se bhi kuch time apke blog par time spend karta hai, jo apke blog ka time on page badhata hai

Aur sath me ek aur bat, visitor ke comment karne se apka visitor ke sath relation badhta hai. Jisase chances are very high wo dubara apke blog par aega.

Yani har tarah se Viral content SEO ke liye better hai.


APNI BLOG OR WEBSITE KO SOCIAL MEDIA PAR KAISE PROMOTE KARE


Viral Content kaise likhe?


Viral content kyon kare? yah janane ke bad aata hai kaise kare?

Is chij ko aur bhi dhyan se aur bhi achhe aur better tarike se samjhne ke liye maine ek infographic design kiya hai, Jisko Aap Image ki trha Save karke rahe sakte ho or share bhi kar sakte ho.



Previous Post
Next Post

post written by: