Friday, April 26, 2019

Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-1

Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye Part-1

Dosto vese to me next part le kar nahi aane wala tha par mujhe Earning Tips In Hindi ke hi reader ka message aaya or unhone kaha ki aap is series ko chalu rakhe or hame ese hi articles or chahiye. Bas fir mene soch liya ki chlo kisi ko jaroort hai to fir to likhna chahiye. To Website Ke Liye Do-Follo w Backlinks Banaye iska me part-11 le kar hazir ho chuka hu or aasha krta hu ki apko ye part bhi kaafi pasand ayega. Chaliye dosto to shuru krte hai.

 Website Ke Liye Do-Follow Backlinks Banaye 

 To is part me bhi apko me 5 dofollow backlink kaise le ye sikhaane wala hu to jo bhi steps neeche diye hai unhein dhyaan se padhe or kuch bhi miss na kare.

 Dofollow Backlink 1  

Dofollow Backlink 1 

 Step1: Sabse pehle to dosto aap yahan click kar ke page open kar le. Or jo apke samne page open hoga vo jaise uper image me dikhaaya gya hai vesa hoga. Iske baad apko login ka option show hoga uske uper click kar ke next page open kar le.
Login
   Step2: Jab aap login ke button ke uper click kar denge to uske baad apke samne uper di gayi image ke jaisa interface show hoga.  Aap isme jaise bhi login karna chahe kar skte hai. Chahe to google se kar le ya fir facebook se. 
Google

 Step 3: Login kar lene ke baad kuch esa interface apke samne show hoga, page ko scrol down karne ke baad post reply ka option apko show hoga. Or aap is link ke uper click kar de. Or yadi apko esa kuch bhi option show nahi hua hai to aap yahan click kare to apko esa option show ho jayega.  
Backlink
 Step4: Abhi apke samne kuch esa interface show hoga, yahan par aap code ke sath apni website enter kar de or uske baad submit ke button ke uper click kare. Or yadi aap ek se jaada backlink banana chahte hai to fir aap un sabhi ko ese hi code ke sath yahan par enter kar ke submit kar de. Code apko neeche diya gya hai.                                                  [URL=www.apki website ki URL.com]
   Step5: Submit ke button ke uper click kar dene ke baad apko apka banaaya hua backlink samne hi show hona shuru ho jayega. Or ese apko apki website ke liye ek dofollow link mil jayega.

 Dofollow Backlink 2  

 Step1: Second backlink banane ke liye sabse pehle to aap yahan click kar ke page open kar le. Or uske baad apko yahan par kuch esa interface dekhne ko milega. Yahan par aap apna achor text enter kar de or uske baad jis achor text par aap backlink banana chahte hai use select kar le jaise maine Earning Tips In Hindi ko select kiya hai. Or fir Image me jis place par apko bataya hai uske uper click kar de.  

Step2: Jab aap uske uper click karege to apke samne ek choti si window open ho kar samne ayegi, isme aap Link url ke place par apni url enter kar de. Or insert ke button ke uper click kar de. 
 Step3: Uske baad jab aapke uper bataye hue step khatm ho jayenge to apko ye page kuch esa show hoga or aap captcha code enter kar ke  neeche jis button par bataya hai uske uper click kar de. 
 Step4: Or abhi apko apka bnaaya hua backlink samne dikhna shuru ho gya hoga jaise ki uper image me apko dikhaaya gya hai.

 Dofollow Backlink 3

blogspot.com/-wpD4Umaqi2c/XMFhhup99YI/AAAAAAAABCI/gH7Y6ZabGGw0RpAUKs1W-_0QNZw4FO0JQCLcBGAs/s320/PicsArt_04-25-12.56.10.jpg" width="320" />
  Step1; To third backlink banane ke liye
sabse pehle to aap yahan par click kar ke page open kar le. Or page ko jab aap scrol down karenge to apko post reply ka ek esa option show hoga uske uper aap click kare. 
 Step2: Or uske baad aap jis anchor text par link banana chahte hai use enter kar ke select kar le jaise uper image me dikhaaya hai or uske baad jis place me uper  image me click karna bataaya hai us place par click kar de. 
 Step3: Abhi apke samne ek esi pop up window open hogi isme aap apna link enter kar de, Or ok ka button press kar de.
  Step4: Abhi apke samne esa interface show hoga, yahan par aap jaha-jaha tick krna bataya hai tick kar de or uske baad submit ke button ke uper click kar de. 
 Step5: Iske bad apko apka banaaya backlink samne hi show hona shuru ho jayega jaise ki apko mera link show ho rha hai.

 Dofollow Backlink 4  

 Step1: Sabse pehle to aap yahan click kare or uske baad apke samne kuch esa interface show hoga jo apko uper image me show ho rha hai. Or uske baad aap neeche jaa kar apna comment enter kar de or yaad rkhe apko comment me backlink banane ke liye code use karna hai. Code apko neeche diya gya hai. Or fir uske baad apko bataya gya hai us button ke uper click kar de. Apki website ka naam  
Step2: Abhi iske baad aapko apka banaya hua backlink samne show hoga jaise ki mujhe mera show ho rha hai.

 Dofollow Backlink 5 


post written by:

Related Posts